Kuch baatein kahi nahi
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Inn baaton ko labz na do
Inki gehrai kho jaati hai
Inhe ankahi na samjho
Ye khub bayan kar jaati hai
Agar tum inhe keh do
Toh ye jhooti lag jaati hai
Chahe jitna bhi jod lo
Phir bhi ye toot hi jaati hai
Kuch baatein kahi nahi
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Inhe padhna jo jaane
Wo duniya jeet leta hai
Dil ka rishta hamesha
Wo khub nibhata hai
Inn isharon ko samajh lo
To zindagi badal jaati hai
Uthi aankhen hi nahi
Jhuki aankhen bhi kuch keh jaati hai
Kuch baatein kahi nahi
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Smiles,
Swapnil..
January 18, 2011
[09:01 PM]
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Inn baaton ko labz na do
Inki gehrai kho jaati hai
Inhe ankahi na samjho
Ye khub bayan kar jaati hai
Agar tum inhe keh do
Toh ye jhooti lag jaati hai
Chahe jitna bhi jod lo
Phir bhi ye toot hi jaati hai
Kuch baatein kahi nahi
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Inhe padhna jo jaane
Wo duniya jeet leta hai
Dil ka rishta hamesha
Wo khub nibhata hai
Inn isharon ko samajh lo
To zindagi badal jaati hai
Uthi aankhen hi nahi
Jhuki aankhen bhi kuch keh jaati hai
Kuch baatein kahi nahi
Bass samjhi jaati hai
Aankhon se kisike
Sirf padhi jaati hai
Smiles,
Swapnil..
January 18, 2011
[09:01 PM]
No comments:
Post a Comment